Bhooli si surat - dil to pagal hai

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0-9

Letra de Bhooli si surat - dil to pagal hai

Shahrukh Khan

mmmmmm....
Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay

Arre bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye

Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi
sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye

Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay

Hmmm.... lala.. Ahah.. lalala.. Ahah.. lalala..

Ladki nahin hai vo jaadu hai aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aaye vo zulfein bikhraaye
Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe ye haal hua dekhoon to kya ho jaaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye

Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay

lalala....

Saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye
Mauj uthay saagar mein jaise aise kadam uthaaye
Rab ne jaane kis mittise uske ang banaaye
Chham se kaash kahin se mere saamne vo aa jaaye

Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi
sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye

Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi
sharmaaye

Ay hay
Ay hay

Letra de Bhooli Si Surat - Dil to pagal hai de Shahrukh Khan

Todas las letras de canciones de Shahrukh Khan. Letra de Bhooli Si Surat - Dil to pagal hai de Shahrukh Khan y muchas más en SigueLaLetra
Podrás consultar todas las letras que quieras, añadirlas a tus letras favoritas y compartirlas con tus amigos.

Usamos cookies propias y de terceros. Si continúa navegando consideramos que acepta el uso de cookies.

Aceptar Más información